『Kahaniyon ka Mantra』のカバーアート

Kahaniyon ka Mantra

Kahaniyon ka Mantra

著者: MnM Talkies
無料で聴く

このコンテンツについて

Kahaniyon Ka Mantra, humare aur aapke zindagi ke panno ke, kuch aisi kahaniyan, jo aapke dilon ko choo jaaye, aapke chehre pe muskaan laaye, jo aapko hasaaye bhi aur rulaye bhi...jo aapko aapke kal, aaj aur kal se milaye bhi. Baniye in kahaniyon ka hissa Mantra ke mantramugdh karne wali awaaz ke saath. Awaaz ka yeh jaadugar aapko lekar jaayega kahaniyon ki aisi duniya mein jahan aap kho jayenge. Toh tayyar ho jaiye kahaniyon ka hissa banne ke liye. Ek MnM Original, 'Kahaniyon Ka Mantra'. Watch video episodes here: https://www.youtube.com/channel/UCLUHDPDnIhEq2HEw-muIeyQMnM Talkies
エピソード
  • Ep 127 : Aankh Ka Andha Naam Nayansuk
    2025/07/20

    Ek andha ladka, ek maa ka sapna, aur ek darbaar jahan sabko uski baat ne hila diya!No eyes, no fear—sirf mazaak, samajh aur ek royal topi ka silsila! 👑😂Gaon mein jealousy bhi thi (hello Bhola Bakkal 😤), par Nayan Sukh ne sabko sikha diya:“Sabse bada rog? Kya kahenge log!”📜 Seekh?Aankhon se nahi, dil aur dimaag se dekho!

    続きを読む 一部表示
    9 分
  • Ep 126: Bhaskaran - The Backwater Barber
    2025/07/13

    Baalon ki cutting ya nautanki ka live show? 😎✂️

    Kerala ke backwaters mein, ek boat par baitha hai Bhaskaran, jiska swag hai full filmi, aur scissors chalte hain jaise sword fight! 🚤💇‍♂️

    Ab toh murga bhi confuse ho gaya — kaun hai aakhir zyada stylish?

    Suniye Bhaskaran the Backwater Barber only on Kahaniyon Ka Mantra!

    続きを読む 一部表示
    10 分
  • Ep 125: Choravar Mor
    2025/07/06

    "जिंदगी बदलू शकते एका मोराच्या पिसामुळे!" 🪶Chinchgaon ki Pintya – bade sapne, zero kaam – gaon walon ko "divine feather" bech kar ban jaati hai baba… jab tak ek bolne wala mor saamne nahi aa jaata! 🦚Lazy jhooth se leke tiffin hustle aur peacock dance shows tak, yeh kahaani hai ek dhamakedar twist wali lokkatha!📜 Seekh?Shortcut nahi, mehnat hi asli jeet hai. 💪

    Subscribe to Kahaniyon Ka Mantra – new episodes every Wednesday and Sunday.And hey, don’t forget to like, comment, and hit that bell icon! 🔔

    続きを読む 一部表示
    9 分

Kahaniyon ka Mantraに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。